web analytics

LYRIC

Kaala rey saiyaan kaala re
Tann kaala rey, mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari
Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene tol tol tol
Chhat aangan chaar-diwari
Saiyaan karte ji, saiyaan karte ji
Saiyaan karte ji Coal Bazaari
Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surme waala
Kaala kauwa, hauwa kaala
Kaala baadal girne wala
Kaala moti, girne wala
Kaala jhanda, danda kala
Kaala batwa, paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni
Kaali garmi, suraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali hathi hathi kaala kaala�
Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene hole se tol
Rang paani aur pichkaari
Saiyaan karte ji, Piya karte ji
Saiyaan karte, Piya karte ji
Kaala rey� saiyaan kaala re
Tann kaala rey, mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari

 

Comments

comments


Added by

mafiaguru

SHARE

WRITE A COMMENT

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT